Dard... - hindi love story

Udaas thi clg ki canteen aj...
Simran apne dost vishal k sath baithi thi,,apni paricheet chavi se alg,,gumsum udaas...
Kch bha ni Ra tha use..vo ek tak canteen k bhar baithe apne boyfrnd shiv Ko dekhri thi...apalak....😶
"Kisses trh ignr krra usse vo...itni nfrt??
Zra si baat pe esa raviya...??kya Shi h...
Pass baitha vishal apni duniya bhr k uul jullul baato se use lgbhg behlane k nakaam koshish lgataar krra tha..
Par fayda kya?
Dil se udaas ho to kitna b chaho drd chehre p utr hi Jata hai...
Simran Vishal k laakh khne p samne pde noodles ki fork utha hi leti hai...
Or Bina khi or dekhe ek tak shiv Ko hi dekhri thi...
Shiv use waqyi ignr krra tha Apne do dosto ke saath baitha,,aane wale ppr k bare me discuss KR ke...
Vo nzre chura Ra tha use..nraz jo tha..
Idhr Simran fork Ko mzbuti se pkde hue,,gusse m thi ab...
Aankhon s aashu chutne Ko lge the...usne fork Liya or hatheliyo pe apna Sara gussa utaar diyaa...
Jitni mzbuti se ho ska tha usse utni mzbuti se...
AJ use drd mehsus b n hora that,,Jane q??
Laakh khurachne k baad bhi jb use drd k zra b Ehsaan n hua...
PR achnk uske haatho pe kch grm sa rishte mehsus huaa...
Usne jb apni nigaahe shiv s alg sarsari nzr a
Hatheliyo p daaali..to uski aankhe ftti k ftti k reh gyi....
Ab use drd k ehsaas behad Jada hora tha...
Ummid s Jada tkleef home lgi use...
Aankhon s aanshu gir hi pde bs....
Us htheli se khoon behne lga that...waqyi gehra zakham tha....
Usne geele aankho s Vishal Ko dekha..swaliya nzro se...??"q......
"Kya Kiya tune ye...pgl h kya tu??...teko drd n hora??"
Vishal bs muskuraya....."nhi.....drd hota jb ye zakhm tere hatho me hote TB....
Aashu chutne lge the Simran k aakho se ab...har drd behne LGA..use khbr b n lgi k Jin hatho p vo zkhm deri vo uske dost k hath h....
Vo jldbazi me uthi...Vishal k hath pkde or roti canteen s nklne lgi....
Idhr sarsari nzro se shiv me dekha...
Ghbraa utha...bike se uth KR bechaini me Simran ke pich tez kdmo se chlne lgaa...
Qk uske haatho me usne laal rng rishta dekha tha....!!

#shayra


5 टिप्पणियाँ

और नया पुराने